Songtexte.com Drucklogo

Ghazab Kiya Songtext
von Pankaj Udhas

Ghazab Kiya Songtext

Gazab kiya, tere vaade pe aitbaar kiya
Gazab kiya, tere vaade pe aitbaar kiya
Tamaam raat qayamat ka intazaar kiya
Gazab kiya, tere vaade pe aitbaar kiya

Hum aise mahav-a/e-nazaaraa naa the jo hosh aathaa
Hum aise mahav-a/e-nazaaraa naa the jo hosh aathaa

Magar tumhaare tagaaful ne hoshiyaar kiya
Magar tumhaare tagaaful ne hoshiyaar kiya
Tamaam raat qayamat ka intazaar kiya
Gazab kiya, tere vaade pe aitbaar kiya


Fasaanaa-a/e-shab-a/e-gam unako ik kahaani thi
Fasaanaa-a/e-shab-a/e-gam unako ik kahaani thi

Kuch aitbaar kiya, kuch naa aitbaar kiya
Kuch aitbaar kiya, kuch naa aitbaar kiya
Gazab kiya, tere vaade pe aitbaar kiya

Naa puch dil kee haqeeqat, magar ye kehthe hain
Naa puch dil kee haqeeqat, magar ye kehthe hain

Vo beqaraar rahe jisane beqaraar kiya
Vo beqaraar rahe jisane beqaraar kiya
Tamaam raat qayamat ka intazaar kiya
Gazab kiya, tere vaade pe aitbaar kiya

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Welcher Song ist nicht von Robbie Williams?

Fans

»Ghazab Kiya« gefällt bisher niemandem.