Songtexte.com Drucklogo

Ek Taraf Uska Ghar Songtext
von Pankaj Udhas

Ek Taraf Uska Ghar Songtext

Teri nigaah se aisi
Sharaab pi maine
Kee phir naa hosh kaa daawa kiya kabhi maine
Vo aur honge jinhen maut aa gayi hogi
Nigahen yaar se pai hai zindagi maine


I gam-e-zindagi
I gam-e-zindagi
Kuch to de mashwara
I gam-e-zindagi
Kuch to de mashwara
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Main kahaan jaaon hota nahin faisalaa
Main kahaan jaaon hota nahin faisalaa
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Ek tharaf balm par koyi gulfam hai
Ek tharaf mehfilein baadaa-o-jam hai
Ek tharaf balm par koyi gulfam hai
Ek tharaf mehfilein baadaa-o-jam hai
Dil kaa donon se hai kuch naa kuch vaasta
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada


Uske dar se uthaa to kidar jaaounga
Maykada chhod doongaa to mar jaaounga
Uske dar se uthaa to kidar jaaounga
Maykada chhod doongaa to mar jaaounga
Uske dar se uthaa to kidar jaaounga
Maykada chhod doongaa to mar jaaounga
Sakht mushkil mein hoon kya karoon i khuda
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Zindagi ek hai aur talabgaar do
Jaan akeli magar jaan ke haqadaar do
Zindagi ek hai aur talabgaar do
Jaan akeli magar jaan ke haqadaar do
Dil bataa pehle kiskaa karoon haq adaa

Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Is taalluq ko main kaise todun zafer
Kisko apanaaun main kisko chhodun zafar

Is taalluq ko main kaise todun zafer
Kisko apanaaun main kisko chhodun zafar
Is taalluq ko main kaise todun zafer
Kisko apanaaun main kisko chhodun zafar
Mera dono se rishta hai nazadik kaa
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

I gam-e-zindagi
Kuch to de mashwara
I gam-e-zindagi
Kuch to de mashwara
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Main kahaan jaaon hota nahin faisalaa
Main kahaan jaaon hota nahin faisalaa
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada
Ek tharaf uskaa ghar
Ek tharaf maykada

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist auf der Suche nach seinem Vater?

Fans

»Ek Taraf Uska Ghar« gefällt bisher niemandem.