Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya Songtext
von Pankaj Udhas
Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya Songtext
Mar-mar ke musaafir ne basaaya hai tuje
Rukh saba se phiraa ke munh dikhaaya hai tuje
Kyun kar naa lipat ke soun tujhse, ai kabr?
Zindagi deke maine paayaa hai tuje
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Unako aanaa tha, naa aaye aur yahaan
Unako aanaa tha, naa aaye aur yahaan
Unako aanaa tha, naa aaye aur yahaan
Marne waalaa raastaa dekha kiya
Marne waalaa raastaa dekha kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Koyi bhee mehafil ho, jee lagtaa nahin
Koyi bhee mehafil ho, jee lagtaa nahin
Koyi bhee mehafil ho, jee lagtaa nahin
Uski yaadon ne hamein thanha kiya
Uski yaadon ne hamein thanha kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Tha use kithna bichhadne ka malaal
Tha use kithna bichhadne ka malaal
Tha use kithna bichhadne ka malaal
Jaathe-jaathe vo muje dekha kiya
Jaathe-jaathe vo muje dekha kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Rukh saba se phiraa ke munh dikhaaya hai tuje
Kyun kar naa lipat ke soun tujhse, ai kabr?
Zindagi deke maine paayaa hai tuje
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Unako aanaa tha, naa aaye aur yahaan
Unako aanaa tha, naa aaye aur yahaan
Unako aanaa tha, naa aaye aur yahaan
Marne waalaa raastaa dekha kiya
Marne waalaa raastaa dekha kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Koyi bhee mehafil ho, jee lagtaa nahin
Koyi bhee mehafil ho, jee lagtaa nahin
Koyi bhee mehafil ho, jee lagtaa nahin
Uski yaadon ne hamein thanha kiya
Uski yaadon ne hamein thanha kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Tha use kithna bichhadne ka malaal
Tha use kithna bichhadne ka malaal
Tha use kithna bichhadne ka malaal
Jaathe-jaathe vo muje dekha kiya
Jaathe-jaathe vo muje dekha kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Ai kafan, tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Zindagi ne maut se pardaa kiya
Writer(s): Pankaj Udhas, Sheikh Adam Aboowala Lyrics powered by www.musixmatch.com