Zindagi Songtext
von Pankaj Udhas
Zindagi Songtext
Mera pyaar jo kahega, main tumhein vahee kahoonga

Tumhein zindagi kahaa hai, tumhein zindagi kahoonga

Tumhein kithna maine dhundha, ye bataayenge najaare
Meri bekaraariyon ke hain gavaah ye sitaare
Main gagan hoon, tum ghata ho, main nadi hoon, tum kinaraa
Muje koyi is jahaan mein nahin tumse badh ke pyaaraa
Karoon kyun naa teri puja, rakhun kyun naa dil mein tujko
Mera ghar teri badaulat, mera ghar lage hai mujko
Tera naam chaahe jo ho, tuje roshni kahoonga

Kabhi chhaanv ne jo roka, kabhi dhoop ne jo tokaa
To kahoonga meri khaatir, too basant ka hai jhonka
Kabhi ghar kee khidakiyon ne, jo ye poocha kaun hai too?
To kahoonga too kiran hai, too gulab kee hai khushboo
Jo mahakati vaadiyon ne kabhi tera zikr chhedaa
Kabhi mausamon ne poocha, mera kya hai tujhse rishta?
Main kahoonga, raat hoon main, tumhein chaandanee kahoonga

Jahaan tum, vaheen sukoon hai, kaheen aur jaaie kya?
Muje tum jo mil gae ho, muje aur chaahiye kya?
Tumhein aur-aur chaahoon, yoon hee chaahata rahoon main
Mere saamane raho tum, tumhein dekhtaa rahoon main
Koyi naghma tumse achchha naa to geet tumse behatar
Kisi saz mein nahin hai, jo hai sur tumhaare andar
Tumhein honton se chhuoongaa, tumhein baansuri kahoonga

Tumhein jindagi kahaa hai, tumhein zindagi kahoonga

Writer(s): Zafar Gorakhpuri, Pankaj Udhas Lyrics powered by www.musixmatch.com