Songtexte.com Drucklogo

Dil Gaya Tumne Liya Songtext
von Pankaj Udhas

Dil Gaya Tumne Liya Songtext

Dil gaya, tumne liya
Hum kya karen? hum kya karen?
Dil gaya, tumne liya
Hum kya karen? hum kya karen?

Jaane waali chiz ka
Gam kya karen? gam kya karen?
Dil gaya, tumne liya
Hum kya karen? hum kya karen?

Baksh denaa pyaar kee gustaakhiyaan
Baksh denaa pyaar kee gustaakhiyaan

Dil hee qaabu mein nahin
Hum kya karen? hum kya karen?
Dil hee qaabu mein nahin
Hum kya karen? hum kya karen?

Jaane waali chiz ka
Gam kya karen? gam kya karen?
Dil gaya, tumne liya...


Ek saagar par hai apanee zindagi
Ek saagar par hai apanee zindagi

Raftaa-raftaa isse bhee
Kam kya karen? kam kya karen?
Raftaa-raftaa isse bhee
Kam kya karen? kam kya karen?

Jaane waali chiz ka
Gam kya karen? gam kya karen?
Dil gaya, tumne liya...

Kehthe hain, ahal-a/e-sifaarish, mujse daag
Kehthe hain, ahal-a/e-sifaarish, mujse daag

"teri qismat hai buree
Hum kya karen? hum kya karen?
Teri qismat hai buree
Hum kya karen? hum kya karen?"

Jaane waali chiz ka
Gam kya karen? gam kya karen?
Dil gaya, tumne liya
Hum kya karen? hum kya karen?

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Welcher Song ist nicht von Britney Spears?

Fans

»Dil Gaya Tumne Liya« gefällt bisher niemandem.