Meri Duniya Hai (Vaastav) Songtext
von Sonu Nigam
Meri Duniya Hai (Vaastav) Songtext
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya? kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o, saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya? kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o, saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya? kuch bhi nahin
Palkon mein tere roop ka sapna saja liya
Pehli nazar mein hi tujhe apna bana liya
Hai yahi aarzoo
Har ghadi baithi raho mere samne
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya? kuch bhi nahin
Aisa laga, mere sanam, hum jo yahan mile
Sehra mein jaise shabnami chahat ke gul khile
Yeh zameen, aasman
Keh rahe, "Hum toh kabhi na honge juda"

Writer(s): Sameer Lyrics powered by www.musixmatch.com