Yeh Shama To Jali Songtext
von Mohammed Rafi
Yeh Shama To Jali Songtext
Ye shamaa to jalee roshni ke liye
Is shamaa se kaheen aag lagaa jae to ye shamaa kya kare?
Ye shamaa to jalee roshni ke liye
Is shamaa se kaheen aag lagaa jae to ye shamaa kya kare?
Ye haea to chali, saans le har koyi
Ghar kisi ka ujaad jae aandhi mein to ye haea kya kare?
Chal ke purab se thandi haea aa gayi
Chal ke purab se thandi haea aa gayi
Uth ke parvat se kaali ghata chha gayi
Ye ghata to uthi, pyaas sabaki buje
Ashiyaan pe kisi ke giri bijliyaan to ye ghata kya kare?
Ye shamaa to jalee roshni ke liye
Poochta hoon main sabse, koyi de jawab
Poochta hoon main sabse, koyi de jawab
Naakhudaa kee bhalaa kya khataa hai, janaab?
Naakhudaa leke saahil pe jaanib chalaa
Doob jae safina jo majdhaar mein to naakhudaa kya kare?
Ye shamaa to jalee roshni ke liye
Vo jo uljhan see tere khayaalon mein hai
Vo jo uljhan see tere khayaalon mein hai
Vo ishaara bhee mere savaalon mein hai
Ye nigaah to milee dekhne ke liye
Par kaheen ye nazar dhokhaa kha jae to-to ye nigaah kya kare?

Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com