Taarif Karoon Kya Uski Songtext
von Mohammed Rafi
Taarif Karoon Kya Uski Songtext
Ye chaand sa roshan cheharaa, zulfon ka rang sunaharaa
Ye jheel see neelee aankhen, koyi raaj hai inamen gahara
Taareef karoon kya us kee jis ne tumhein banaaya

"ik chiz qayamat bhee hai" logon se sunaa karte the
Tumhein dekh ke maine maanaa vo theek kahaa karte the
Vo theek kahaa karte the
Hai chaal mein teri, zaalim, kuch aisee bhalaa ka jaadoo
Sau baar sanbhaala dil ko, par ho ke raha bekaabu

"har subah kiran kee laali" hai rang tere gaalon ka
"har shaam kee chadar kaali" saaya hai tere baalon ka

Saaya hai tere baalon ka
Too balkhaati ik nadiya, har mauj teri angadaai
Jo in maujon mein duba, us ne hee duniyaan pai

Main khoj mein hoon manzil kee aur manzil paas hai mere
Mukhde se hataa do aanchal, ho jaaen door andhere
Ho jaaen door andhere
Maanaa ke ye jalwe tere kar denge muje deewaanaa
Jee bhar ke zaraa main dekhoon andaaz tera mastaana

Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, S H Bihari Lyrics powered by www.musixmatch.com