Songtexte.com Drucklogo

Paise Ki Pehchan Yahan Songtext
von Mohammed Rafi

Paise Ki Pehchan Yahan Songtext

Paise kee pahchaan yahaan, insaan kee qeemat koyi nahin
Batch ke nikalaja is basti mein, karthaa mohabbat koyi nahin

Bivi, bahan, maan, beti naa koyi, paise ka saba rishta hai
Bivi, bahan, maan, beti naa koyi, paise ka saba rishta hai
Aankh ka ansu, koon jigar ka mittee se bhee sasta hai
Mittee se bhee sasta hai

Saba ka teri jeb se naathaa, teri zururat koyi nahin
Batch ke nikalaja is basti mein, karthaa mohabbat koyi nahin


Shokh gunahon kee ye mandi, meetha zahar javanee hai
Shokh gunahon kee ye mandi, meetha zahar javanee hai
Kehthe hain imaan jise vo, kuch noton kee kahaani hai
Kuch noton kee kahaani hai

Bhukh hai mazhab is duniyaa ka aur haqiqat koyi nahin
Batch ke nikalaja is basti mein, karthaa mohabbat koyi nahin

Zindagi kya hai chiz yahaan, mat puch, aankh bhar aatee hai
Zindagi kya hai chiz yahaan, mat puch, aankh bhar aatee hai
Raat mein karti byaah kalee, vo bevaa subah ho jaatee hai
Bevaa subah ho jaatee hai

Aurat ban kar is kunche mein rahtee aurat koyi nahin
Batch ke nikalaja is basti mein, karthaa mohabbat koyi nahin
Karthaa mohabbat koyi nahin

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer singt das Lied „Applause“?

Fans

»Paise Ki Pehchan Yahan« gefällt bisher niemandem.