Songtexte.com Drucklogo

Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole Songtext
von Mohammed Rafi

Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole Songtext

Nazar mein bijli, ada mein shole
Janab-e-aali, main sadh ke jawa
Jara palat ke idhar to dekho
Jara palat ke idhar to dekho
O, gusse wali, main sadh ke jawa

Nazar mein bijli, ada mein shole
Janab-e-aali, main sadh ke jawa
Jara palat ke idhar to dekho
Jara palat ke idhar to dekho
O, gusse wali, main sadh ke jawa

Kabhi to humko salaam kar lo
Kabhi to puchho ke, "haal kya hai?"
Kabhi to humko salaam kar lo
Kabhi to puchho ke, "haal kya hai?"

Yeh husn tumko diya Khuda ne
Tumhara ismein kamaal kya hai?


Nazar mein bijli, ada mein shole
Janab-e-aali, main sadh ke jawa
Jara palat ke idhar to dekho
Haan, jara palat ke idhar to dekho
O, gusse wali, main sadh ke jawa

Tera yeh aashiq, tera deewana
Zamane bhar se juda hai, pyare
Tera yeh aashiq, tera deewana
Zamane bhar se juda hai, pyare

Labon pe mere jo aa gayi hai
Woh tere dil ki sadaa hai, pyare

Nazar mein bijli, ada mein shole
Janab-e-aali, main sadh ke jawa
Jara palat ke idhar to dekho
Haay, jara palat ke idhar to dekho
O, gusse wali, main sadh ke jawa

Gurur tera main tod dunga
Yeh naaz tera nahin sahunga
Gurur tera main tod dunga
Yeh naaz tera nahin sahunga

Jo pyar se tu ye jaan maange
Qasam Khuda ki main jaan dunga


Nazar mein bijli, ada mein shole
Janab-e-aali, main sadh ke jawa
Jara palat ke idhar to dekho
Jara palat ke idhar to dekho
O, gusse wali, main sadh ke jawa

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist auf der Suche nach seinem Vater?

Fans

»Nazar Mein Bijli Ada Mein Shole« gefällt bisher niemandem.