Nain Mila Kar Chain Churana Songtext
von Mohammed Rafi
Nain Mila Kar Chain Churana Songtext
Nain milaa kar chain churaanaa kis ka hai ye kaam?

Humse pucho, hamko pata hai us zaalim ka naam

Are, humse pucho, hamko pata hai us zaalim ka naam
Vo aayaa to kho gayi ye saaree mehafil
Vo aayaa to kho gayi ye saaree mehafil
Dekha is andaaz se, saba kho baithe dil
Thoda sa vo meherbaan, thoda sa qaatil
Thoda sa vo meherbaan, thoda sa qaatil
Vo jiski har ek ada par lakhon hain ilzaam

Jiskaa gussa hai bhalaa, jis pe aaye pyaar

Aisa dushman haay re jiskoo samjhe yaar
Socho to vo kaun hai sharmila dildaar
Socho to vo kaun hai sharmila dildaar
Jiski mast nashili nazaren aisee jaise jam

Jaagi-jaagi see zaraa, kuch soi-soi
Jaagi-jaagi see zaraa, kuch soi-soi
Aankhen bhee us shokh kee hain khoi-khoi
Sholaa hai, vo phool hai ya sapnaa koyi
Sholaa hai, vo phool hai ya sapnaa koyi
Jiski khaatir koyi bhee ho saktaa hai badnaam

Writer(s): Anand Bakshi, Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah Lyrics powered by www.musixmatch.com