Khamosh Zindagi Ko Awaz De Rahe Ho Songtext
von Mohammed Rafi
Khamosh Zindagi Ko Awaz De Rahe Ho Songtext
Khamosh zindagi ko awaz de rahe ho
Khamosh zindagi ko awaz de rahe ho
Toote hue haathon mein kyun saz de rahe ho?
Khamosh zindagi ko...
Be-noor meri aankhen aur door ka safar hai

Uthaate hain paanv lekin gir jaane ka bhee dar hai
Par kaat ke kisi ke paravaaz de rahe ho

Aankhon se bahata dariyaa, honton pe aah le kar

Saahil pe hum khadey hain, saahil kee chaah le kar
Barbaad-a/e-mohabbat ko nae andaaz de rahe ho

Writer(s): Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Lakshmikant, Shiv Kumar Saroj Lyrics powered by www.musixmatch.com