Songtexte.com Drucklogo

Kal Raat Zindagi Se Mulaqat Ho Gayi Songtext
von Mohammed Rafi

Kal Raat Zindagi Se Mulaqat Ho Gayi Songtext

Kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi
Kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi
Lab thar-thara rahe the magar baath ho gayi
Kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi

1 husn saamane tha qayamat ke rup mein
1 khwaab jalavagar tha hakeekat ke rup mein
Cheharaa wahi gulab kee rangath liye hue

Julfen wohi kee jaise dhundhalaka ho shaam ka
Aankhen wohi jin aankhon pe dhokhaa ho jam ka

Lab thar-thara rahe the magar baath ho gayi
Kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi


The uski harsaton ke khazaane luute hue
Lab par tadap rahe the fasaane ghute hue
Kaante chubhe hue the sisakati umang mein
Dubi huee thi phir bhee vo vafaaon ke rang mein
Dam bhar ko khatm gardish-e-halaat ho gai

Lab thar-thara rahe the magar baath ho gayi
Kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi

Dil maanata nahi kee too mujse bichad gayi
Maayusiyaan hai phir bhee mere dil ko aas hai
Mehsoos ho raha hai ke too mere paas hai

Vaapas kahaan se laaun main guzari bahaar ko
Majaboor dil ke saath badee ghaat ho gayi

Lab thar-thara rahe the magar baath ho gayi
Kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Welche Band singt das Lied „Das Beste“?

Fans

»Kal Raat Zindagi Se Mulaqat Ho Gayi« gefällt bisher niemandem.