Songtexte.com Drucklogo

Kal Ki Daulat Aaj Ki Khushian Songtext
von Mohammed Rafi

Kal Ki Daulat Aaj Ki Khushian Songtext

Kal kee daulat, aaj kee khushiyaan
Unki mahfil, apanee galiyaan
Asli kya hai, nakli kya hai, pucho dil se mere

Tod ke jhoothe naate rishte, aayaa main dilawaalon mein
Sach kehtha hoon chor the zyaada, daulat ke rakhwalon mein

Us duniyaa ne baath naa poochi, is duniyaa ne pyaar diya
Baithaa man ke rajmahal mein, sapanon ka sansaar diya

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
„Grenade“ ist von welchem Künstler?

Fans

»Kal Ki Daulat Aaj Ki Khushian« gefällt bisher niemandem.