Songtexte.com Drucklogo

Jinke Liye Main Diwana Bana Songtext
von Mohammed Rafi

Jinke Liye Main Diwana Bana Songtext

Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje
Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje

Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda
Ya khuda

Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje
Memsahab, cigarette

Afasaana chaahate the, afasaana ban gaya
Deewaanaa chaahate the, deewaanaa ban gaya
Vo to shammaa naa bane, marzi ye unki
Main to huzur dekho, parvaanaa ban gaya

Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda
Ya khuda

Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje


Muft mein naam khoyaa, dil bhee ganvaa baithe
Ishq bura ho tera, roga lagaa baithe
Jaaen to jaaen kahaan? koyi thikaana nahin
Duniyaa ko chhod, tere dar pe aa baithe

Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda
Ya khuda

Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje
Memsahab, salaam

Bhuule se puch kabhi, deewaane haal kya hai
Aankhen udhaas kyun hain? dil mein malaal kya hai?
Hum to yahi kahenge, "husn kee kair ho
Pyaase deedaar ke hain, aur savaal kya hai?"

Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda
Ya khuda

Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje
Jinke liye main deewaanaa bana
Vo bhee kehthe hain "deewaanaa" muje


Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Cro nimmt es meistens ...?

Fans

»Jinke Liye Main Diwana Bana« gefällt bisher niemandem.