Dil Ki Aawaz Bhi Sun (Hum Saya) Songtext
von Mohammed Rafi
Dil Ki Aawaz Bhi Sun (Hum Saya) Songtext
Dil kee awaz bhee sun, mere fasaane pe naa jaa
Meri nazaron kee taraf dekh, zamaane pe naa jaa

Dil kee awaz bhee sun...
Ik nazar dekh le...
Ik nazar dekh le, jeene kee ijaazat de-de
Ruuthane waale, vo pehlee see mohabbat de-de

Ishq maasoom hai...
Ishq maasoom hai, ilzaam lagaane pe naa jaa

Vaqt insaanon pe...
Vaqt insaanon pe aisa bhee kabhi aathaa hai
Raah mein chhod ke saaya bhee chalaa jaataa hai

Din bhee nikalegaa kabhi...
Din bhee nikalegaa kabhi, raat ke aanae pe naa jaa

Main haqiqat hoon ...
Main haqiqat hoon ye ik rose dikhaaoonga tuje
Begunaahi pe mohabbat kee rulaaoonga tuje

Daag dil ke nahin...
Daag dil ke nahin mitate hain, mitaane pe naa jaa

Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, Shewan Rizvi Lyrics powered by www.musixmatch.com