Deewana Mujhsa Nahin - "Teesri Manzil" Songtext
von Mohammed Rafi
Deewana Mujhsa Nahin - "Teesri Manzil" Songtext
Deewaanaa mujh sa nahin is ambar ke neeche

Aage hai qaatil mera, aur main peechhe-peechhe

Paayaa hai dushman ko jab se pyaar ke qaabil
Tab se ye aalam hai, rastaa yaad, naa manzil
Neend mein jaise chalta hai koyi, chalanaa yoon hee aankhen miche

Hamne bhee rakh dee hain kal pe kal kee baathen

Jeevan ka hasil hai pal-do-pal kee baathen
Do hee ghadi ko saath rahegaa, karnaa kya hai tanhaa jee ke?

Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Rahul Dev Burman Lyrics powered by www.musixmatch.com