Ae Shahare Lucknow Songtext
von Mohammed Rafi
Ae Shahare Lucknow Songtext
Ai, shahar-a/e-lakhanu, tuje mera salaam hai

Tera hee naam doosraa jananath ka naam hai
Ai, shahar-a/e-lakhanu...
Mere liye bahaar bhee too, gul-badan bhee too
Parvaanaa aur shammaa bhee too, anjuman bhee too
Zulfon kee tarah mahkee huee teri shaam hai
Ai, shahar-a/e-lakhanu...
Kaisa nikhaar tujme hai, kya-kya hai baankapan
Gazalen gali-gali hain to naghmen chaman-chaman
Shaayar ke dil se puch, tera kya makaam hai?

Too vo hai, log "shahar-a/e-nigaaraan" kahen jise
"firdaus-a/e-husn-a/e-bahaaraan" kahen jise
Teri har ek ada mein vafaa ka payaam hai

Writer(s): Shakeel Badayuni, Ali Naushad Lyrics powered by www.musixmatch.com