Aae Mohabbat Zindabad Songtext
von Mohammed Rafi
Aae Mohabbat Zindabad Songtext
Vafaa kee raah mein ashiq kee eed hotee hai
Khushii manaao mohabbat shahid hotee hai
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Daulat kee zanjiron se too
Daulat kee zanjiron se too
Rahtee hai azaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Mandir mein, masjid mein
Too aur too hee hai imaanon mein
Murali kee taanon mein too aur
Too hee hai aazaanon mein
Tere dam se deen-dharam kee
Duniyaa hai aabaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Pyaar kee aandhi ruk naa sakegi
Nafrat kee deevaaron se
Khoon-a/e-mohabbat ho naa sakegaa
Kanjar se, talavaaron se
Mar jaathe hain ashiq zindaa
Rah jaatee hai yaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ishq baghaavat kar baithe to
Duniyaa ka rukh mod de
Aag lagaa de mehalo mein aur
Takht-a/e-shahi chhod de
Seena taane maut se khele
Kuch naa kare fariyaad
(zindaabad, zindaabad)
(zindaabad, zindaabad)
(ai, mohabbat zindaabad)
(ai, mohabbat zindaabad)
Taj hukumat jiskaa mazhab, phir uska imaan kahaan?
Taj hukumat jiskaa mazhab, phir uska imaan kahaan?
Jiske dil mein pyaar naa ho vo pathar hai insaan kahaan?
Jiske dil mein pyaar naa ho vo pathar hai insaan kahaan?
Pyaar ke dushman hosh mein aa
Ho jaaegaa barabaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Zindaabad, zindaabad
Zindaabad (zindaabad...)
Khushii manaao mohabbat shahid hotee hai
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Daulat kee zanjiron se too
Daulat kee zanjiron se too
Rahtee hai azaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Mandir mein, masjid mein
Too aur too hee hai imaanon mein
Murali kee taanon mein too aur
Too hee hai aazaanon mein
Tere dam se deen-dharam kee
Duniyaa hai aabaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Pyaar kee aandhi ruk naa sakegi
Nafrat kee deevaaron se
Khoon-a/e-mohabbat ho naa sakegaa
Kanjar se, talavaaron se
Mar jaathe hain ashiq zindaa
Rah jaatee hai yaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ishq baghaavat kar baithe to
Duniyaa ka rukh mod de
Aag lagaa de mehalo mein aur
Takht-a/e-shahi chhod de
Seena taane maut se khele
Kuch naa kare fariyaad
(zindaabad, zindaabad)
(zindaabad, zindaabad)
(ai, mohabbat zindaabad)
(ai, mohabbat zindaabad)
Taj hukumat jiskaa mazhab, phir uska imaan kahaan?
Taj hukumat jiskaa mazhab, phir uska imaan kahaan?
Jiske dil mein pyaar naa ho vo pathar hai insaan kahaan?
Jiske dil mein pyaar naa ho vo pathar hai insaan kahaan?
Pyaar ke dushman hosh mein aa
Ho jaaegaa barabaad
Zindaabad, zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Ai, mohabbat zindaabad
Zindaabad, zindaabad
Zindaabad (zindaabad...)
Writer(s): Naushad Lyrics powered by www.musixmatch.com