Babul Pyare Songtext
von Lata Mangeshkar
Babul Pyare Songtext
Rekha
Rai Sahib Bhupendra Singh se badaa badmaash, khataranaak
Aur zaalim gunahagaar shaayad hee koyi hoga
Vo paise ke liye desh ko bechata hai
Ayyashi ke liye koon karthaa hai
Vo tumhaaraa baap kahalaane ke laayak nahin
Uske liye apan zindagi barbaad naa karo
O, babul pyaare
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
O, babul pyaare
Teri hee banhon mein bachapan khelaa
Khilatee gayi zindgaani
O, teri hee banhon mein bachapan khelaa
Khilatee gayi zindgaani
Aandhi aisee phir chali, tuuti daali se kalee
Binaa mali ke ujadaa chaman, ho
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
Kaise abhaagan bane suhagan?
Kaun baithaae doli?
O, kaise abhaagan bane suhagan?
Kaun baithaae doli?
Kaise aaegee baraat? kaise honge peele haath?
Kaise beti banegi dulhan, ho?
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
O, babul pyaare
Janak ne kaise tyaag diya hai
Apanee hee janaki ko
O, janak ne kaise tyaag diya hai
Apanee hee janaki ko
Beti bhatke raahoon mein, mata dubi aahon mein
Beti bhatke raahoon mein, mata dubi aahon mein
Tarase tere daras ko nayan, ho
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
Ho, ho
Rai Sahib Bhupendra Singh se badaa badmaash, khataranaak
Aur zaalim gunahagaar shaayad hee koyi hoga
Vo paise ke liye desh ko bechata hai
Ayyashi ke liye koon karthaa hai
Vo tumhaaraa baap kahalaane ke laayak nahin
Uske liye apan zindagi barbaad naa karo
O, babul pyaare
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
O, babul pyaare
Teri hee banhon mein bachapan khelaa
Khilatee gayi zindgaani
O, teri hee banhon mein bachapan khelaa
Khilatee gayi zindgaani
Aandhi aisee phir chali, tuuti daali se kalee
Binaa mali ke ujadaa chaman, ho
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
Kaise abhaagan bane suhagan?
Kaun baithaae doli?
O, kaise abhaagan bane suhagan?
Kaun baithaae doli?
Kaise aaegee baraat? kaise honge peele haath?
Kaise beti banegi dulhan, ho?
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
O, babul pyaare
Janak ne kaise tyaag diya hai
Apanee hee janaki ko
O, janak ne kaise tyaag diya hai
Apanee hee janaki ko
Beti bhatke raahoon mein, mata dubi aahon mein
Beti bhatke raahoon mein, mata dubi aahon mein
Tarase tere daras ko nayan, ho
O, babul pyaare
O, roe paayal kee chham-chham
O, siske saanson kee sargam
O, nis-din tuje pukaare man, ho
Ho, ho
Writer(s): Shyamlal Harlal Rai Indivar, Kalyanji Anandji Lyrics powered by www.musixmatch.com