Tu Pee aur Jee Songtext
von Kishore Kumar
Tu Pee aur Jee Songtext
Too pee aur jee
Too jee aur pee
Sardi mein jab piyoge yaaron...
Sardi mein jab piyoge yaaron, garam coat ban jaaegaa ye
Aayi garmee to madiraa jal thandak tumko pahunchayegaa
Are, rang bharegaa sapanon mein, aankhon mein jab ye bas jaaegaa
Man ko tere meet tera bas yaheen kaheen pe mil jaaegaa
Kaahe ko too phire akela?
Are, kaahe ko too phire akela?
Dekh zaraa maujon ko mela
Too bhee aa, laharaa
Are, aao naa akele kabhi, raho naa akele kabhi
Sabhee se ye kahe ye kavi
"ke upar-neeche, aage-peechhe, chai kaisee masti!"
Zaraa pee aur jee
Ye gujarati, vo bengali
Ye gujarati, vo bengali, ye dilavaala, vo dilavaali
Main desi hoon, too pardesee, phir bhee dhadakan hai ek jesee
Are, ye madrasi, vo punjabi, har taale kee hai ek chaabi
Pyaar ke maare, saba bechaare, gore, kaale, ye matvaale
Are, worker ho ya maalik mill ka
Worker ho ya maalik mill ka
Raat ka pyaasaa, bhookha din ka
Too aa, naa ghabara
Udhaar naa chadhaao kabhi, paise saath lao abhee
Abhee ye dukaan hai khulee
Ke pehlee-pehlee bikri meri, bechuun main to sasti
Zaraa pee aur jee
Gharwaalon kee yaad sataae
Gharwaalon kee yaad sataae ya aankhon mein ansu aaye
Hamko dekho, ghunt hansee ke pee kar hum kaise muskaae
O-ho-ho, o-ho-ho
Aa-ha-ha-ha-ha-ha-ha
Ismein kithne raaj chupe hain, pucho mere dil se tum
Baithe-baithe mehafil se hota hai kaise koyi gum
Are, duniyaa saaree hill jaaegee
Are, duniyaa saaree hill jaaegee
Fati jeb bhee sil jaaegee
Aa, too ban jaa raaja
Are, lafada naa karo kabhi, jhagada naa karo kabhi
ਭੰਗੜਾ to paao zaraa jet jee
Are, ਬੱਲੇ-ਬੱਲੇ, batch ke, kaheen duube naa ye kashtee
Zaraa pee aur jee
Kehtha ye Tony
H-hey, come on, Madam, ha-ha
Come on mister, haan, pakadaa, aao brother
Are, aao naa sister, bolo, "cheers"

Writer(s): Khanna Amit Jawaharlal, Nagrath Rajesh Roshan Lyrics powered by www.musixmatch.com