Songtexte.com Drucklogo

Kya Nazare Songtext
von Kishore Kumar

Kya Nazare Songtext

Kya nazaaren kya sitare
Kya nazaaren kya sitare
Sabko hai intazaar sab hai beqaraar
Tu kab sab dekhegi

Har kali main har gali main
Dekhegi meraa pyaar pyaar kii bahaar
Tu sab jab dekhegi
Kya nazaaren kya sitare

Badal ambar pe yun hi aata-jaataa rahegaa
Tere reshmi anchal kii tarah laharaata rahegaa
Badal ambar pe yun hi aata-jaataa rahegaa
Tere reshmi anchal kii tarah laharaata rahegaa


Qadamon kii dhul choomegi ye phool
Tu jab sab dekhegi

Har kali main har gali main
Dekhegi meraa pyaar pyaar kii bahaar
Tu sab jab dekhegi
Kya nazaaren kya sitare

Man main tu aise samaai jaise nadiyaan main nir
Mere nainon ke darpan main lagi hai yun teri tasviir
Man main tu aise samaai jaise nadiyaan main nir
Mere nainon ke darpan main lagi hai yun teri tasviir

Apana ye rup ye chaanv-dhoop
Tu jab sab dekhegi


Kya nazaaren kya sitare
Sabko hai intazaar sab hai beqaraar
Tu kab sab dekhegi
Kya nazaaren kya sitare

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer besingt den „Summer of '69“?

Fans

»Kya Nazare« gefällt bisher niemandem.