Kaash Dil-E-Nadan Songtext
von Suresh Wadkar
Kaash Dil-E-Nadan Songtext
Ae, kaash dil-e-naadan, ae, kaash dil-e-naadan
Aisa na kiya hota, pyaar kiya hota
Sauda na kiya hota, pyaar kiya hota
Sauda na kiya hota, ae, kaash dil-e-naadan
Waada wafa ka humne kis mod pe hai toda
Waada wafa ka humne kis mod pe hai toda
Hanste kisi chaman ko veeran karke chhoda
Veeran karke chhoda
Maasoom kisi dil ko dhoka na diya hota
Maasoom kisi dil ko dhoka na diya hota
Pyaar kiya hota, sauda na kiya hota
Ae, kaash dil-e-naadan
Khwaabon ke aashiyaan pe bijli giraayi humne
Khwaabon ke aashiyaan pe bijli giraayi humne
Daulat se muhabbat ki qeemat lagayi humne
Qeemat lagayi humne
Neelam main hua tha, dil to na bika hota
Neelam main hua tha, dil to na bika hota
Pyaar kiya hota, sauda na kiya hota
Ae, kaash dil-e-naadan
Ik bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke
Ik bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke
Laute hain aaj hum ye kaisa gunaah karke
Kaisa gunaah karke
Yuun naam muhabbat ka ruswa na kiya hota

Writer(s): Mehra Prakash, Anjan, Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah Lyrics powered by www.musixmatch.com