Songtexte.com Drucklogo

Megha Re Megha Songtext
von Lata Mangeshkar & Ila Arun

Megha Re Megha Songtext

Phondar khada wo
Jyo baayro kaako
Kaako maaryo laat ri
Main bheegi barsaat ma

Megha re megha
Megha re megha

(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)

Tera mann tarsa re, paani kyun barsa re?
Tune kisko yaad kiya?
Tera mann tarsa re, paani kyun barsa re?
Tune kisko yaad kiya?

(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)


Tera mann tarsa re, paani kyun barsa re?
Tune kisko yaad kiya?

Phondar khada wo (megha re megha)
Jyo baayro kaako (megha re megha)
Kaako maaryo laat ri (megha re megha)
Main bheegi barsaat ma (megha re megha)

Phondar khada wo (megha re megha)
Jyo baayro kaako (megha re megha)
Kaako maaryo laat ri (megha re megha)
Main bheegi barsaat ma (megha re megha)

Tere he jaisa kuch haal hai mera
(Hum bhi sune ri, kya haal hai tera)
(Hum bhi sune ri, kya haal hai tera)
Aa, tere he jaisa kuch haal hai mera

Kaare badra...
Kaare badra ke mera kajra dhula re
Mera gajra khula re
Mera kisne naam liya?


(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)

Megha re megha
Megha re megha
Megha re megha
Megha re megha

Uko naam bata de (nahi, nahi)
Uko gaam bata de (nahi, nahi)
(O kaai kaaro? O kaai goro?)
(Ya koi rajkunwariya?)
Re kaanwar chhora

Baagon mein pad gaye saawan ke jhuule
(Saawan ke jhuule, sakhi, saawan ke jhuule)
(Saawan ke jhuule, sakhi, saawan ke jhuule)
Aa, baagon mein pad gaye saawan ke jhuule

Meri sakhiyaan...
Meri sakhiyaan aisi batiyaan kare
Meri ankhiyaan jhuke
O, daiya, maine dil thaam liya

(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)

Tera mann tarsa re, paani kyun barsa re?
Tune kisko yaad kiya?
Tera mann tarsa re, paani kyun barsa re?
Tune kisko yaad kiya?

(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)

(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)
(Megha re megha)

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Fans

»Megha Re Megha« gefällt bisher niemandem.