Kabhi Kabhi Songtext
von AUR
Kabhi Kabhi Songtext
Kabhi-kabhi tu mujhko toote khwaab sa lage
Kabhi parhi nahin ho woh kitaab sa lage
Bhale meri yeh zindagi ho jitni bhi buri
Jo tujhko dekh loon to phir mujhe kharaab na lage

Is zindagi mein chaah liya hai is qadar tumhein
Main saath hoon to phir bhala hai kis ka dar tumhein?
Agar kabhi main utar jaaun dil se bhi tere
To kisi ghair se behtar hai ke tum keh dena mujhe
Main bhool jaaunga, yaad bhi na aaunga
Rounga tere liye, par tujhe hasaaunga
Dhoop tere pe lage to chhaanv main ho jaaunga
Jo uthaane kaanch hon to haath main ho jaaunga
Saath bhi na chhoroonga, paas bhi na aaunga
Har safar mein main tera humsafar ho jaaunga
Tum to phir tum ho na
Tum aao ya na aao, main bhi main hoon, phir main tumhein bulaaunga
Tum dekh lo idhar, mujhko be-sahara na karo
Mujhko keh do, "Doob jaao," par kinaara na karo
Hai pata tumhein, tere bin ab guzara nahin hai?
To jeene ki qasam yoon de ke mujhko maara na kro
Aur ab to
Muskuraao, ghussa chhor do
Tor do yeh zid ki dor ko
Kas ke thaam lo yeh haath, chal do ab saahil ki or ko
Teri aankhon mein samandar to nahin
Par tum se behtar koi manzar bhi nahin
Dhoondo saath, dekho phir se kho gaya
Mera dil ab tere andar to nahin
Yeh saansein meri hain ya teri hain, bata?
Agar hain meri to yeh rukti kyun nahin?
Main tere itna paas aanaa chahta hoon
Ke jitni paas tere tu bhi khud nahin
Dil ki ilteja ho tum, bheegi si hawa ho tum
Kehkashaaon se bhi aage ka ek jahaan ho tum
Main jo muskuraata hoon uski har wajah ho tum
Aa hi na sakega koi, bilkul us jagah ho tum
Tumhein kya lagta, kya sab tum ko hi pata hai
Main jaanta hoon, mera chaand kyun khafa hai
Hai mujhko ilm sab, tum mujhse kyun chupate ho?
Mera na hona tere ghusse ki wajah hai
Main sochta hoon, aksar aisa hota hoga
Ke chaand chhup k baadlon mein rota hoga
Woh bhi to akela hai na is jahaan mein
Ya uski chaandni mein koi mujhsa hoga
Kabhi chhupa dikhe khayaalon mein mere
Kabhi tu door hai sawaalon se mere
Main tujhko bhool jaaoon kaise ke chaahoon poore dil se
Ke mar ke bhi khatam na honge silsilay kabhi

Writer(s): Aur Lyrics powered by www.musixmatch.com