Songtexte.com Drucklogo

Deewana Hai Dekho (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham") Songtext
von Sonu Nigam

Deewana Hai Dekho (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham") Songtext

Kaun hai ye?
Jisne dubara mud ke mujhe nahi dekha
Who is he?
Oh my gosh

Deewaana hai, dekho, bekaraar wo
Sambhalo-sambhalo, naa pyaar ho
Hey, deevaana hai, dekho, bekaraar wo
Sambhalo-sambhalo, naa pyaar ho

Apna bana ke, dekho, dil naa chura le wo
Aisa kyun lage hai, bolo naa?

Jhum chiki-chiki jhum
Tum bolo, hai wo kaun jo?
Baar-baar ye dil khota hai dekh ke usko

(Jhum chiki-chiki jhum)
(Tum bolo, hai wo kaun jo?)
(Baar-baar ye dil khota hai dekh ke usko)

Hey, hey, hey


We cool like that, we hip like that
Groove like that, we will like that
Hey, we′re like that
Whatever

Pehli baar dekha hai aisa
Ajnabi naa ajnabi ke jaisa
Pehli baar dekha hai aisa
Ajnabi naa ajnabi ke jaisa

Duniya main doston ki waise kami nahi hai, yaar
Hota hai phir bhi naa jane kyun dil bekaraar
Haye re, haaye, kya hua, na jaane kyun (jaane kyun)
Dhadke hai dil baar-baar

Begaana hai, dekho, thoda yaar wo
Haan, sambhalo-sambhalo, naa pyaar ho
Apna bana ke, dekho, dil naa chura le wo
Aisa kyun lage hai, bolo naa? (Bolo, bolo, bolo)

Jhum chiki-chiki jhum
Tum bolo, hai wo kaun jo?
Baar-baar ye dil khota hai dekh ke usko

(Jhum chiki-chiki jhum)
(Tum bolo, hai wo kaun jo?)
(Baar-baar ye dil khota hai dekh ke usko)


Attitude, haan?
What does he think of himself
Just go tell him, who I am

Hmm, aankhon main duub jaane ko
Hum bekaraar baithe hain
Ek pal mein sab lutaane ko
Uspe hi, yaar, baithe hain
Uspe hi, yaar, baithe hain

Barso se ek chehra dil mein rahta hai jo, yaar
Shaayad kahin us ko hai hamara intezaar
Haaye re, haaye, kya kahein, jab dekhe wo (dekhe wo)
Bhar ke aankhon mein pyaar

Deewani hai, dekho, bekaraar wo
Sambhalo-sambhalo, naa pyaar ho
Apna bana ke, dekho, dil naa chura le wo
Aisa kyun lage hai, bolo naa? (Bolo, bolo, bolo)

Jhum chiki-chiki
Tum kya jano mere haal ko
Baar-baar ye dil khota hai dekh ke usko

(Jhum chiki-chiki jhum)
(Tum bolo, hai wo kaun jo?)
(Baar-baar ye dil khota hai dekh ke usko)

(Come on, come on, come on)
(Come, tell us, tell us who you are?) Who are you?
(Come on, come on, come on)
(Come, tell us, tell us who you are?) Who are you?

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist kein deutscher Rapper?

Fans

»Deewana Hai Dekho (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham")« gefällt bisher niemandem.