Chura Liya Hain Tumne Songtext
von Rahul Dev Burman
Chura Liya Hain Tumne Songtext
Churaa liya hai tum ne jo dil ko
Nazar nahin churaanaa, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kaheen badal naa jaanaa, sanam
Ho, le liya dil, o, haay, mera dil
Haay, dil lekar mujko naa bahlaana
Churaa liya hai tum ne jo dil ko
Nazar nahin churaanaa, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kaheen badal naa jaanaa, sanam
Bahaar ban ke aaoon kabhi tumhaaree duniyaa mein
Guzar naa jaaen ye din kaheen isi tamanna mein
Bahaar ban ke aaoon kabhi tumhaaree duniyaa mein
Guzar naa jaaen ye din kaheen isi tamanna mein
Tum mere ho, ho, tum mere ho
Aaj tum itana vaadaa karte jaanaa
Churaa liya, churaa liya hai tum ne jo dil ko
Nazar nahin churaanaa, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kaheen badal naa jaanaa, sanam
Ho, sajaaunga lut kar bhee tere badan kee daali ko
Lahoo jigar ka doongha haseen labon kee laali ko
Sajaaunga lut kar bhee tere badan kee daali ko
Lahoo jigar ka doongha haseen labon kee laali ko
Hai vafaa kya, is jahaan ko
Ek din dikhalaa doongha main deewaanaa
Churaa liya, churaa liya hai tum ne jo dil ko
Nazar nahin churaanaa, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kaheen badal naa jaanaa, sanam
Le liya dil, haay, mera dil

Writer(s): R D Burman, Majrooh Sultanpuri, Rahul Dev Burman Lyrics powered by www.musixmatch.com