Ambar Songtext
von Raghu Dixit
Ambar Songtext
Ambar pe milte hain kadmon ke nishan tere hi har shaam
Khidki pe likhe koi os ki boondon se tera naam

Na khelo sanam
Aaah ... Tere hi hain hum
Dhadhkan ye mere dil ki
Pooche re tere dil se
Ki sachmuch kya hai tu duniya mein
Ooh ... Ambar pe milte hain kadmon ke nishan tere hi har shaam

Likha he ret pe pyar ka nagma lehron se sun le kabhi
Chipe hai seepiyon mein khol dhadakne
Aake tu chun le kabhi
Ooh... Likha he ret pe pyar ka nagma lehron se sun le kabhi
Chipe hai seepiyon mein khol dhadakne
Aake tu chun le kabhi
Jab aaoge tum
Tab gaayenge hum
Sargam ye saje tere sang sang
Is khwab ko sach karke hi jaana re

Palkon ke dhaagon mein baandh ke ghungroo nainan bitayen meine rain
Tinka tinka peesi raina madhosh hai mera chain
Ooh... Palkon ke dhaagon mein baandh ke ghungroo nainan bitayen meine rain

Writer(s): Raghu Dixit Lyrics powered by www.musixmatch.com