Songtexte.com Drucklogo

Tu Dharti Pe Chaahe Jahan Bhi Songtext
von Kumar Sanu & Alka Yagnik

Tu Dharti Pe Chaahe Jahan Bhi Songtext

Tu dharti pe chahe jahaan bhi rahegi
Tujhe teri khushbu se pehchaan lunga
Tu dharti pe chahe jahaan bhi rahegi
Tujhe teri khushbu se pehchaan lunga
Agar band ho jayegi meri aankhen
Agar band ho jayegi meri aankhen
Tujhe teri dhadkan se pehchaan lunga
Humko tumse pyar hua hai
Jeena dushwaar hua hai

Tu dharti pe chahe jahaan bhi rahega
Tujhe teri khushbu se pehchaan lungi
Agar band ho jayegi meri aankhen
Agar band ho jayegi meri aankhen
Tujhe teri dhadkan se pehchaan lungi
Humko tumse pyar hua hai
Jeena dushwaar hua hai


Bada sukoon hai, main dil se tum pe marti hoon
Main ab kisi se nahi bas khud hi se darti hoon
Bada sukoon hai, main dil se tum pe marti hoon
Main ab kisi se nahi bas khud hi se darti hoon
Kiya joh pyar toh phir door se machalna kya
Tadapke shaam-o-sehar karvatein badalna kya
Mere jaanu, mere jaanam
Jaan-e-man, jaan-e-jaana

Joh guzregi tu meri rehguzar se
Joh guzregi tu meri rehguzar se
Tujhe teri aahat se pehchaan lunga
Humko tumse pyar hua hai
Jeena dushwaar hua hai

Aa baith paas, teri rooh mein utar jaaun
Nazar ke paas rakhun, hadh se main guzar jaaun
Aa baith paas, teri rooh mein utar jaaun
Nazar ke paas rakhun, hadh se main guzar jaaun
Nazar ka teer hata yoon jigar ke paar na kar
Main bekaraar bahut aur bekaraar na kar
Meri jaanu, mere jaanam
Jaan-e-man, jaan-e-jaana

Kabhi chupke lega joh aaghosh mein toh
Kabhi chupke lega joh aaghosh mein toh
Tujhe teri chahat se pehchaan lungi
Humko tumse pyar hua hai
Jeena dushwaar hua hai


Tu dharti pe chahe jahaan bhi rahega
Tujhe teri khushbu se pehchaan lunga
Agar band ho jayegi meri aankhen
Agar band ho jayegi meri aankhen
Tujhe teri dhadkan se pehchaan lungi
Humko tumse pyar hua hai
Jeena dushwaar hua hai

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Kumar Sanu & Alka Yagnik

Quiz
Wer besingt den „Summer of '69“?

Fans

»Tu Dharti Pe Chaahe Jahan Bhi« gefällt bisher niemandem.