Songtexte.com Drucklogo

Dil Jaane Jigar Tujh Pe Songtext
von Kumar Sanu & Alka Yagnik

Dil Jaane Jigar Tujh Pe Songtext

Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai

Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai
Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai, kyun?
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai

Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai
Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai

Main to hoon teri adaon ka maara
Main to hoon teri adaon ka maara
Too hee kyun samjhe naa mera ishaara?
Too hee kyun samjhe naa mera ishaara?

Jhoom ke too aaja, banhon mein samaa jaa
Jhoom ke too aaja, banhon mein samaa jaa
Ab tak badaa hee intazaar kiya hai, kyun?

Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai


Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai
Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai, kyun?
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai

Meri taraf dekh zaraa nazaren utaa ke
Meri taraf dekh zaraa nazaren utaa ke
Palkon mein rakhaa hai tujh ko cchopa ke
Palkon mein rakhaa hai tujh ko cchopa ke

Apana banaayenge, tujko rijhaayenge
Apana banaayenge, tujko rijhaayenge
Tere liye to ye singaar kiya hai, kyun?

Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai

Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai

Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai
Tune bhee muje kithna beqaraar kiya hai, kyun?
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai

Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai


Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, tuje pyaar kiya hai
Pyaar kiya hai re, bahut pyaar kiya hai

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Kumar Sanu & Alka Yagnik

Quiz
Wer besingt den „Summer of '69“?

Fans

»Dil Jaane Jigar Tujh Pe« gefällt bisher niemandem.