Songtexte.com Drucklogo

Yeh Vaada Raha Songtext
von Kishore Kumar & Asha Bhosle

Yeh Vaada Raha Songtext

La-la-la-la-la-la, la-la-la-la-la-la-la
La-la-la-la-la-la-la-la-la-la

Tu-tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan, main hoon wahan
Ab toh yeh jeena tere bin hai saza

Ho, mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Ho, mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Phir hon na juda, haan, yeh vaada raha

Main awaaz hoon toh tu hai geet mera

Main awaaz hoon toh tu hai geet mera
Jahan se nirala manmeet mera

Mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Ho, mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Phir hon na juda, haan, yeh vaada raha

Tu-tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan, main hoon wahan
Ab toh yeh jeena tere bin hai saza


Kisi mod pe bhi na yeh saath toote
Mere haath se tera daaman na choote
La-la-la-la-la, la-la-la
Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe
Mere pyaar ki koi khushiyan na loote

Mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Oh, mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Phir hon na juda, haan, yeh vaada raha

Tu-tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan, main hoon wahan
Ab toh yeh jeena tere bin hai saza

Tujhe main jahan ki nazar se chura loon
Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon
Kabhi zindagi mein badhe mushkilein toh
Mujhe tu sambhaale, tujhe main sambhaaloon

Ho, mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Ho, mil jaayein iss tarah, do lehrein jis tarah
Phir hon na juda, haan, yeh vaada raha

Tu-tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan, main hoon wahan
Ab toh yeh jeena tere bin hai saza


Oh, la-la-la-la-la-la
La-la-la-la-la-la-la-la-la
Phir hon na juda, haan, yeh vaada raha
Yeh vaada raha

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Kishore Kumar & Asha Bhosle

Quiz
Welcher Song kommt von Passenger?

Fans

»Yeh Vaada Raha« gefällt bisher niemandem.