Songtexte.com Drucklogo

Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha Songtext
von Kishore Kumar & Asha Bhosle

Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha Songtext

Jaane jaan
Dhoondta phir raha
Hoon tumhein raat din
Main yahaan se vahaan

Jaane jaan
Dhoondta phir raha
Hoon tumhein raat din
Main yahaan se vahaan
Mujhko aawaaz do
Chhup gaye ho sanam
Tum kahaan?
Main yahaan
Tum kahaan?
Main yahaan

Jaane jaan, dhoondta fir raha
Hoon tumhein raat din, main yahaan se wahaan


O mere humsafar, pyaar ki raah par
Saath chale, hum magar, kya khabar
O mere humsafar (aa)
Pyaar ki raah par (aa)
Saath chale (aa)
Hum magar (aa)
Kya khabar
Raaste mein kahin, reh gaye humnashin
Tum kahaan?
Main yahaan
Tum kahaan?
Main yahaan

Jaane jaan
Dhoondti fir rahi
Hoon tumhein raat din
Main yahaan se vahaan
Mujhko aawaaz do
Chhup gaye ho sanam
Tum kahaan?
Main yahaan
Tum kahaan?
Main yahaan


Dil machlne laga, yoon hi dhalne laga
Rang bhara, pyar ka, ye sama
Dil machlne laga (he)
Yoon hi dhalne laga (he)
Rang bhra (he)
Pyar ka (ho)
Ye sama
Haath aise mein bas, chhod kar chale diye
Tum kahaan?
Main yahaan
Tum kahaan?
Main yahaan

Jaane jaan
Dhoondta phir raha
Hoon tumhein raat din
Main yahaan se vahaan

Pas ho tum khadde, mere dil mein chhupe
Aur mujhe, kuch pata, na chala
Pas ho tum khade (aa)
Mere dil mein chhupe (aa)
Aur mujhe (aa)
Kuch pata (aa)
Na chala
Dil mein dekha nahin, dekha sara jahaan
Tum kahaan?
Main yahaan
Tum kahaan?
Main yahaan

Jaane jaan
Dhoondta phir raha
Hoon tumhein raat din
Main yahaan se vahaan
Mujhko aawaaz do
Chhup gaye ho sanam
Tum kahaan?
Main yahaan
Tum kahaan?
Main yahaan

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist kein deutscher Rapper?

Fans

»Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha« gefällt bisher niemandem.