Songtexte.com Drucklogo

Yeh Na Thi Hamari Qismat Songtext
von Ustad Amanat Ali Khan

Yeh Na Thi Hamari Qismat Songtext

Ye na thi humari qismat ke visaal-e-yaar hota
Ye na thi humari qismat ke visaal-e-yaar hota
Agar aur jeete rehte, yahi intezaar hota
Ye na thi humari qismat

Tere waade par jiye hum to ye jaan jhooth, jaanam
Tere waade par jiye hum to ye jaan jhooth, jaanam
Ke khusi se mar na jaate agar aitbaar hota
Ye na thi humari qismat ke visaal-e-yaar hota
Ye na thi humari qismat


Ye kahaan ki dosti hai ke bane hain dost naaseh
Ye kahaan ki dosti hai ke bane hain dost naaseh
Koyi chaaraa-saaz hota, koyi gum-gusaar hota
Ye na thi humari qismat ke visaal-e-yaar hota
Ye na thi humari qismat

Ye masail-e-tasavvuf, ye tera bayan ′Ghalib'
Ye masail-e-tasavvuf, ye tera bayan ′Ghalib'
Tujhe hum wali samjhte, jo na baada-Khvaar hota
Ye na thi humari qismat ke visaal-e-yaar hota
Ye na thi humari qismat

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Ustad Amanat Ali Khan

Quiz
Welcher Song kommt von Passenger?

Fans

»Yeh Na Thi Hamari Qismat« gefällt bisher niemandem.