Kaash Songtext
von Swarathma
Kaash Songtext
Kaash
Maine baat apni suni hoti
Toh zindagi kahin aur hi le jaati
Kaash
Maine baat apni suni hoti
Toh zindagi kahin aur hi le jaati
Par baithe hain abhi
Apni zidd ke saaye mein
Gaate hain yehi geet
Iske baare mein
Hum kehte toh hain
Sabko yehi
Ki sab theek hai
Par andar kahin
Chubhti hui
Takleef hai
Kaash
Humein mil jaata kahin
Phir se woh lamha toh kal
Ek nayi subah hoti
Par hota yun nahin
Jeevan ke pheron mein
Peeche jo gaya
Gum hai andhere mein
Kaash humein aata yeh hunar
Ki kal ke bhool ko yaad
Kar ke bhi jee lete
Kaash humein aata yeh hunar
Ki kal ke bhool ko yaad
Kar ke bhi jee lete
Ab seekhenge ise
Seekhenge ise
Apni hi baaton se
Poochenge nahin
Ise apni yaadon se
Kaash
Maine baat apni suni hoti
Toh zindagi kahin aur hi le jaati
Kaash
Maine baat apni suni hoti
Toh zindagi kahin aur hi le jaati
Par baithe hain abhi
Apni zidd ke saaye mein
Gaate hain yehi geet
Iske baare mein
Hum kehte toh hain
Sabko yehi
Ki sab theek hai
Par andar kahin
Chubhti hui
Takleef hai
Kaash
Humein mil jaata kahin
Phir se woh lamha toh kal
Ek nayi subah hoti
Par hota yun nahin
Jeevan ke pheron mein
Peeche jo gaya
Gum hai andhere mein
Kaash humein aata yeh hunar
Ki kal ke bhool ko yaad
Kar ke bhi jee lete
Kaash humein aata yeh hunar
Ki kal ke bhool ko yaad
Kar ke bhi jee lete
Ab seekhenge ise
Seekhenge ise
Apni hi baaton se
Poochenge nahin
Ise apni yaadon se
Kaash
Writer(s): Vasu Dixit, Pavan Kumar Kj, Sanjeeva Nayak Sooda, Jishnu Dasgupta, Varun Murali, Joel Milan Baptist Lyrics powered by www.musixmatch.com