Qatl-E-Aam (Unplugged) Songtext
von Sona Mohapatra
Qatl-E-Aam (Unplugged) Songtext
Hai ganimat dil ye pathar ho chukaa tamaam hai
He galimat dil ye pathar ho chukaa tamaam hai
Aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai

Chhod ke sari sharam ko shaam kii choukhat pare

Aaiye aa jaaie ye raat ek hamaam hai

Haa sab sunaate hai kii hamane haq hi kyun tumko diya
Sab sunaate hai kii hamane haq hi kyun tumko diya
Janeja khud hi bataaye
Jane ja khud hi bataaye ye koi ilzaam hai

He sarafa dil kaa or ye vaqt bohani kaa hua

Lakh ke ye chiz sahab kodiyo ke daam hai

Writer(s): Ram Sampath, Varun Grover Lyrics powered by www.musixmatch.com