Songtexte.com Drucklogo

Zid Songtext
von Sharib-Toshi

Zid Songtext

Chaahun tujhe khud se siva
Mujhse zyada tu hai mera
Dil ki ye zid bhi hai
Hoke rahe tu bhi mera

Aa, main ho jaaun tu, nazrein mila
Main tujhko nazar aaun tujhmein bhi

Chaahun tujhe khud se siva
Mujhse zyada tu hai mera
Dil ki ye zid bhi hai
Hoke rahe tu bhi mera


Mera hai tu, bas hai mera
Kahin bhi ja, mujhmein hi aa
Patthar hoon main, aa tod ke
Tu aaina bana mujhe zara

Oh, chaahun tujhe khud se siva
Mujhse zyada tu hai mera
Dil ki ye zid bhi hai
Hoke rahe tu bhi mera

Aayega jo apne darmiyan
Gir padega uspe aasmaan, haan, haan re, haan
Aa, karein gunaah chal kahin
Hum koi farishta toh nahi, na, na re, na

Kyun na ho jaayein sang
Hum khud hi mein khatam?


Chaahun tujhe khud se siva
Mujhse zyada tu hai mera
Dil ki ye zid bhi hai
Hoke rahe tu bhi mera

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
In welcher Jury sitzt Dieter Bohlen?

Fans

»Zid« gefällt bisher niemandem.