Songtexte.com Drucklogo

Keh Do Na Songtext
von Rekha Bhardwaj

Keh Do Na Songtext

Keh do na, kuch to bolo na
Keh do na, kuch to bolo na
Itna sa safar itna gussa
Itna sa safar itna gussa

Chhodo na jaane bhi dona
Chhodo na jaane bhi dona
Keh do na, kuch to bolo na
Keh do na, kuch to bolo na


Chehro pe chehre
Duniya lagati hai
Dil mein hai kuch aur
Kuch hi bataati hai
Haan aa, chehro pe
Chehre duniya lagati hai
Dil mein hai kuch aur
Kuch hi bataati hai

Magar jiske dono jahaan tum ho
Nazar unse kyun rooth jaati hai
Chhodo na jaane bhi do na
Chhodo na jaane bhi do na
Keh do na, kuch to bolo na

Mil jaaye yaar agar sachha
Sang jiske reh jaaye dil baccha
Main tere yaar hu tu mera hai
Hum sa mile na tum hai accha
Ladne ko barson pade hai
Jaane ke pal to thode hai

Itni si baat itna uljhao na
Laga ke gale sab bhula do na
Chhodo na jaane bhi do na
Chhodo na jaane bhi do na

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Rekha Bhardwaj

Fans

»Keh Do Na« gefällt bisher niemandem.