Songtexte.com Drucklogo

Yeh Ho Halka Halka Saroor Hae Songtext
von Nusrat Fateh Ali Khan

Yeh Ho Halka Halka Saroor Hae Songtext

Ye jo halka-halka suroor hai, ye jo halka-halka suroor hai
Ye teri nazar ka kusoor hai, ke sharaab peena sikha diya
(Ye teri nazar ka kusoor hai, ke sharaab peena sikha diya)

Ye jo halka halka suroor hai (ye jo halka halka suroor hai)
Ye teri nazar ka kusoor hai (ye teri nazar ka kusoor hai)
Ke sharaab peena sikha diya (ke sharaab peena sikha diya)

Tere pyaar ne, teri chaah ne, tere pyaar ne, teri chaah ne
Teri behki-behki nigaah ne, mujhe ik sharaabi bana diya
(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)
Teri behki- (behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)
(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)

Sharaab kaisi, khumaar kaisa, ye sab tumhari nawazishein hain
Pilaayi hai kis nazar se tune ke mujh ko apni khabar nahin hai?

(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)
(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)


Saara jahaan mast, jahaan ka nizaam mast
(Saara jahaan mast, jahaan ka nizaam mast)
Khoon mast, sheeshaa mast, subbu mast, jaam mast
(Khoon mast, sheeshaa mast, subbu mast, jaam mast)
Din mast, raat mast, sahar mast, shaam mast
(Din mast, raat mast, sahar mast, shaam mast)

Yoon to saaqai har tarah ki tere maikhane mein hai
(Yoon to saaqai har tarah ki tere maikhane mein hai)
Ae, woh bhi thodi si...
Ae, woh bhi thodi si jo in aankhon mein, paimaanein mein hai
(Woh bhi thodi si jo in aankhon mein, paimaanein mein hai)

Sab samajhta hoon teri ishwagari, ae saaki
Sab samajhta hoon... (teri ishwagari, ae saki)
Kaam karti hai nazar naam hai paimaane ka

(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ek sharaabi bana diya)
Re, tera pyaar hai- (meri zaindagi, tera pyaar hai meri zaindagi)
(Tera pyaar hai-) re, bus meri zindagi
Tera pyaar hai (o bus meri zindagi, tera pyaar hai, o bas)
(Bus meri zindagi, tera pyaar hai)

Na namaaz aati hai, mujhko na wuzu aata hai
Sajda kar leta hoon, jab saamne tu aata hai
(Bus meri zindagi, tera pyaar hai)
(Bus meri zindagi, tera pyaar hai)


Meri, meri, meri, bus meri zindagi (tera pyaar hai)
Haan, meri zindagi, teri yaadein hain, meri bandagi
Jo teri khushi, woh meri khushi (jo teri khushi, woh meri khushi)

Ye mere junoon ka hai mojza, ye mere junoon- (ka hai mojza)
Jahaan apne sar ko jhuka diya, wahaan maine kaaba bana diya
(Jahaan apne sar ko jhuka diya, wahaan maine kaaba bana diya)

Mere baad kiss ko sataaoge? (Mere baad kiss ko sataaoge?)
(Mere baad kiss ko sataaoge? Mere baad kiss ko sataaoge?)

Maine unke saamne awwal-to-khanjar rakh diya
Phir kaleja rakh diya, dil rakh diya, sar rakh diya aur arz kiya
Mere baad- (kiss ko sataaoge?)
(Mere baad kiss ko sataaoge?)
Mujhe kis tarha se mitaaoge?
Kahaan jaake teeri chalaaoge?
(Kahaan jaake teeri chalaaoge?)

Meri dosti ki balaayein lo, meri dosti ki- (balaayein lo)
Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil...)

(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)

Ye jo halka-halka suroor hai, yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer singt das Lied „Haus am See“?

Fans

»Yeh Ho Halka Halka Saroor Hae« gefällt bisher niemandem.