Songtexte.com Drucklogo

Ankhon Hi Ankhon Mein Songtext
von Mohammed Rafi & Geeta Dutt

Ankhon Hi Ankhon Mein Songtext

THE HOME OF FANDOM

Lyrically

Install

in: LyricWikia

Geeta Dutt: Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya

This song is by Geeta Dutt and appears on the Soundtrack C.I.D (1956).

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya

Aankhon Hi Aankhon Mein...

Gaate Ho Geet Kyon, Dil Pe Kyon Haath Hai, Khoye Ho Kis Liye, Aisi Kya Baat Hai
Yeh Haal Kab Se Tumhaara Ho Gaya,
Aaaaaa
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein...

Chalte Ho Jhoom Ke, Badli Hai Chaal Bhi, Nainon Mein Rang Hai, Bikhre Hain Baal Bhi
Kis Dilruba Ka Nazaara Ho Gaya
Aaaaaaa
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein...

Abna Woh Zor Hai, Abna Woh Shor Hai, Humko Hai Sab Pata, Dil Mein Jo Chor Hai
Yeh Chor Kaise Gawaara Ho Gaya
Aaaaaaa
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein...

Kaisa Yeh Pyaar Hai, Kaisa Yeh Naaz Hai, Hum Bhi Toh Kuchh Sune, Humse Kya Raaz Hai
Achchha Toh Yeh Dil Hamaara Ho Gaya
Aaaaaaa
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya, Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein!

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist auf der Suche nach seinem Vater?

Fans

»Ankhon Hi Ankhon Mein« gefällt bisher niemandem.