Mere Sanam Tere Sar Ki Kasam Songtext
von Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal
Mere Sanam Tere Sar Ki Kasam Songtext
Mere sanam, tere sar kee qasam, main tera ho gaya hoon

Haay, teri meethi-meethi, pyaaree-pyaaree kaali-kaali
Aankhiyon mein kho gaya hoon, aankhiyon mein kho gaya hoon
Mere sanam, tere sar kee qasam, main teri ho gayi hoon

Haay, teri meethi-meethi, pyaaree-pyaaree madhbari
Batiyon mein kho gayi hoon, batiyon mein kho gayi hoon
Mere sanam, tere sar kee qasam
Kitni haseen aag hai, hum jismein jal rahe hain

Ye pyaar ka safar hai, hum saath chal rahe hain
Dagamag-dagamag dol rahe hain, dol rahe hain qadam
Mere sanam, tere sar kee qasam
Hum vo nahin jo kaanton se phool chhant lenge

Kismat se jo bhee milegaa aapas mein baant lenge
Pyaar kee khushiyaan, pyaar ke gam
Mere sanam, tere sar kee qasam
Itane qareeb, itane nazadik aa gae hain
Itane qareeb, itane nazadik aa gae hain
Ek-duusare ke dil mein hum to samaan gae hain
Mar ke bhee naa bichhadenge, naa bichhadenge hum
Mere sanam, tere sar kee qasam
Mere sanam, tere sar kee qasam
Main tera ho gaya hoon, main teri ho gayi hoon

Batiyon mein kho gayi hoon (ankhiyon mein kho gaya hoon)

Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Kudalkar, Sharma Pyarelal Lyrics powered by www.musixmatch.com