Songtexte.com Drucklogo

Gori Teri Aankhain Songtext
von Lucky Ali

Gori Teri Aankhain Songtext

Gori, teri aankhen kahen, "raat bhar soi nahin
Chanda dekhe chhup ke kaheen aur taareephen jaanate hain sabhee
Ke kisne dil le liya, kisko dil de diya
Ye dil kaa lagaana koi jaanata nahin
Gori, teri aankhen kahen, "raat bhar soi nahin

Dil main teri yaad basii tu samajhegaa nahin
Jo hai mere paas hai tera, mera kuch nahin
Kyun ankhiyaan chhupaaun? kyun tujko sataaun?
Dil tod ke tera main kya paaoon? bol piya, bol piya
Bol piya bol piya bol piya bol


Saajan, teri baathen badee ke main raat bhar soi nahin
Chanda ne bhi dekha nahin or taron ko ye maaloom nahin
Ke maine tuje dil diya, tera dil le liya
Meraa tu hi hai bahaanaa kyun maanata nahin
Saajan, teri baathen badee ke main raat bhar soi nahin

Aate jate mausam jaise lagate the sabhi
Hamne bhee to maanga rab se apana bhee koyi
Duniyaa se bachaaun, palkon mein chhupaaun
Dil jeet ke tera sabko bataaoon, sun gori, sun gori
Sun gori sun gori sun gori sun

Gori, teri aankhe kahen, "jaane-anjaane mein kaheen
Chanda ne bhee dekha nahin aur thaaron ne bhee jaanaa nahin
Ke tune muje dil diya, mera dil le liya
Meraa jeene kaa bahaanaa koi or nahin

Gori teri aan

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Lucky Ali

Fans

»Gori Teri Aankhain« gefällt bisher niemandem.