Are Re Are, Pt. 2 Songtext
von Lata Mangeshkar & Udit Narayan
Are Re Are, Pt. 2 Songtext
Yaad kuch aata nahin, yeh hua kab se
Ho gaya mushkil chhupana raaz yeh sab se
Tum kaho toh maang loon main aaj kuch Rabb se
(Are, re, are, yeh kya hua?) Koi na pehchaana
(Are, re, are, banta hai toh) ban jaye afsana
Saamne hain raaste, hum guzar jaayein
Ya kisi ke vaaste hum theher jaayein
Ab yahan tak aa gaye hain, ab kidhar jaayein?

Writer(s): Uttam Singh, Anand Bakshi Lyrics powered by www.musixmatch.com