Chal Sanyasi Mandir Mein Songtext
von Lata Mangeshkar & Mukesh
Chal Sanyasi Mandir Mein Songtext
Chal sanyasi mandir mein...
Mandir mein, mandir mein
Chal sanyasi mandir mein...
Tera chimata, meri chudiyaan, donon saath bajaayenge
Saath-saath khankaayenge
Kyun hum jaaen mandir mein? paap hai tere andar mein
Lekar maala, kanth, doshaala ram-naam gun gaayenge

Resham sa ye rup salona
Yauvan hai ya tapata sona?
Ye teri mohan see murat
Kar gayi mujhpe, hae, jaadoo-tona
Kaisa jaadoo-tona, saaree man kee ye maaya hai
Are, tujh par, devi, kisi roga kee badi vikat chaaya hai
Are chal sanyasi mandir mein
Tera kamandal, meri gagariyaa, saath-saath chhalakaaenge
Saath-saath chhalakaaenge

Hum to jogi, ram ke rogi, dhuni alag ramaayenge
Chal sanyasi mandir mein...
Man se man ka deep jala le,
Madhur milan kee jot jagaa le
Pooran kar le meri aashaa
Aaj muje apana le apana le
Man se man ka deep jalaana muje nahin aathaa hai
Bas puja kee jot jagaanaa muje yahi bhaataa hai
Ho, chal sanyasi mandir mein
Mera rup aur teri javanee, milkar jot jalaayenge
Milkar jot jalaayenge

Dharam chhod kar, dhyaan chhod kar paap nahin apnaayenge
Are chal sanyasi mandir mein
Prema hai puja, prema hee pujan
Prema jagat hai, prema hee jeevan
Mat kar too apmaan prema ka
Prema hai naam prabhu ka badaa hee paavan
Prema-prema karke mujko kar degi ab too paagal
Mera dhiraj dol raha hai, laaj rakhe gangaajal
Chal sanyasi mandir mein...
Teri maala, mera gajra, ganga saath nahayenge
Ganga saath nahayenge

Writer(s): Jaikshan Shankar, Sharma Vishweshwar Pandir Lyrics powered by www.musixmatch.com