Salam Hai Salam Hai Songtext
von Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi
Salam Hai Salam Hai Songtext
Ek din bahaar ne phulon se ye kahaa
Kaanton kee nok par khilte ho tum magar
Hanste ho jhoom kar, zakhmon ko chuum kar
Insaanon ke liye, deewaanon ke liye
Mushkil ye aam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Ho, tumko salaam hai
Ho, tumko salaam hai
Kahie, sahiban, ye daastaan kaisee lagee?
Ye daastaan nahin, haan -haan, jee haan, nahin
Koyi payaam hai, tumko salaam hai
Koyi payaam hai, tumko salaam hai
Ho, tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Afasos kya...
Afasos kya ki dil khushiyon se tha bharaa
Thoda se ye agar chhalkaa to kya hua?
Thoda se ye agar chhalkaa to kya hua?
Aadha chhalak gaya, khaali nahin hua
Aadha bharaa hua ab bhee ye jam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, koyi payaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumne to bas muje...
Tumne to bas muje jeenaa sikhaa diya
Jalvaa dikhaa diya, pardaa utaa diya
Jalvaa dikhaa diya, pardaa utaa diya
Har zakhm daag hai, har gul chiraag hai
Maalik dimaag hai, dil to ghulaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Is zindagi ko tum...
Is zindagi ko tum thoda sa pyaar do
Gam ke bhee raat-din hans kar guzaar do
Gam ke bhee raat-din hans kar guzaar do
Kyunki ye zindagi, ai, mere hamanashin
Koyi sazaa nahin, ye ek inaam hai
Tumko salaam hai, koyi payaam hai
Tumko salaam hai, koyi payaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, sabko salaam hai
Kaanton kee nok par khilte ho tum magar
Hanste ho jhoom kar, zakhmon ko chuum kar
Insaanon ke liye, deewaanon ke liye
Mushkil ye aam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Ho, tumko salaam hai
Ho, tumko salaam hai
Kahie, sahiban, ye daastaan kaisee lagee?
Ye daastaan nahin, haan -haan, jee haan, nahin
Koyi payaam hai, tumko salaam hai
Koyi payaam hai, tumko salaam hai
Ho, tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Afasos kya...
Afasos kya ki dil khushiyon se tha bharaa
Thoda se ye agar chhalkaa to kya hua?
Thoda se ye agar chhalkaa to kya hua?
Aadha chhalak gaya, khaali nahin hua
Aadha bharaa hua ab bhee ye jam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, koyi payaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumne to bas muje...
Tumne to bas muje jeenaa sikhaa diya
Jalvaa dikhaa diya, pardaa utaa diya
Jalvaa dikhaa diya, pardaa utaa diya
Har zakhm daag hai, har gul chiraag hai
Maalik dimaag hai, dil to ghulaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Is zindagi ko tum...
Is zindagi ko tum thoda sa pyaar do
Gam ke bhee raat-din hans kar guzaar do
Gam ke bhee raat-din hans kar guzaar do
Kyunki ye zindagi, ai, mere hamanashin
Koyi sazaa nahin, ye ek inaam hai
Tumko salaam hai, koyi payaam hai
Tumko salaam hai, koyi payaam hai
Tumko salaam hai, tumko salaam hai
Tumko salaam hai, sabko salaam hai
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com