Songtexte.com Drucklogo

Dil Ne Dil KO Songtext
von Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi

Dil Ne Dil KO Songtext

Chhup gae saare nazare, oe, kya baath ho gayi
Chhup gae saare nazare, oe, kya baath ho gayi
Tune kaajal lagaaya, din mein raat ho gayi
Tune kaajal lagaaya, din mein raat ho gayi

Mil gae naina se naina, oe, kya baath ho gayi
Mil gae naina se naina, oe, kya baath ho gayi
Dil ne dil ko pukaaraa, mulaaqaat ho gayi
Dil ne dil ko pukaaraa, mulaaqaat ho gayi

Kal nahin aanaa, muje naa bulaanaa
Ki maarega thaanaa zamaanaa
Kal nahin aanaa, muje naa bulaanaa
Ki maarega thaanaa zamaanaa

Tere honton pe raat ye bahaana tha
Gori, tujko to aaj nahin aanaa tha

Too chali aayi duhaee, oe, kya baath ho gayi
Too chali aayi duhaee, oe, kya baath ho gayi
Mainexchhhod zamaanaa, tere saath ho gayi
O, mainexchhhod zamaanaa, tere saath ho gayi

O, tune kaajal lagaaya, din mein raat ho gayi


Ambuva kee daali pe gae matwaali
Koyaliya kaali, niraali
Ambuva kee daali pe gae matwaali
Koyaliya kaali, niraali

Saavan aanae ka kuch matlab hoga
Baadal chhane ka koyi sababa hoga

Rimajhim chhae ghataen, oe, kya baath ho gayi
Rimajhim chhae ghataen, oe, kya baath ho gayi
Teri chunaree laharaee, barasaat ho gayi
Teri chunaree laharaee, barasaat ho gayi

Dil ne dil ko pukaaraa, mulaaqaat ho gayi

Chhod naa baiyaan, paduun tere paiyyaan
Thaaron kee chhaiyyan mein saiyaan
Chhod naa baiyaan, paduun teri paiyyaan
Thaaron kee chhaiyyan mein saiyaan

Ik vo din tha, milaatee naa thi too akhiyaan
Ik ye din hai, too jaage saaree-saaree ratiyaan

Ban gayi gori chakori, oe, kya baath ho gayi
Ban gayi gori chakori, oe, kya baath ho gayi
Jiskaa dar tha, bedardee, vahee baath ho gayi
O, jiskaa dar tha, bedardee, vahee baath ho gayi


Chhup gae saare nazare, oe, kya baath ho gayi
Dil ne dil ko pukaaraa, mulaaqaat ho gayi
Dil ne dil ko pukaaraa, mulaaqaat ho gayi

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi

Fans

»Dil Ne Dil KO« gefällt bisher niemandem.