Parbat Ke Peechhe Songtext
von Lata Mangeshkar & Kishore Kumar
Parbat Ke Peechhe Songtext
Parbat ke peeche chambe da gaanv
Parbat ke peeche chambe da gaanv
Gaanv mein do premi rehte hain
Parbat ke peeche chambe da gaanv
Gaanv mein do premi rehte hain, o
Hum to nahi wo deewana
Jinko deewane log kehte hain
O, gaanv mein do premi rehte hain
Unki baatein sunte hain kyon chhup kar, sab jaane
Unki baatein sunte hain kyon chhup kar, sab jaane
Kya-kya baatein karte rehte hain wo ab jaane
Un dono ko neend nahi aati kyon, rab jaane
Taaron ke saath jo jagte hain raat ko
Jharno ke saath behte hain
Parbat ke peeche chambe da gaanv
Gaanv mein do premi rehte hain
Milenge ya bichhdenge, haaye Ram, kya hoga
Milenge ya bichhdenge, haaye Ram, kya hoga
Na jaane un dono ka anjaam kya hoga
Muft mein ho jaayenge wo badnaam, kya hoga
Ghar se nikalte, raste pe chalte
Taane hazaar sehte hain

Writer(s): Anand Bakshi, Rahul Dev Burman Lyrics powered by www.musixmatch.com