Songtexte.com Drucklogo

Tera Saath Hai Kitna Pyara Songtext
von Kishore Kumar & Sapna

Tera Saath Hai Kitna Pyara Songtext

Tera saath hai kitna pyara

Tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeevan saara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega duniya mein dobara
Humein aana padega duniya mein dobara


Maine, maine tan-man tujh par waara
Pyaas bujhe na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega duniya mein dobara
Humein aana padega duniya mein dobara
Oh, tera saath hai kitna pyara

Jitni tujh mein hai ada
Utni hi wafa, utni hi wafa
Jitna jahaan mein pyaar hai
Tujhse mujhe mila, tujhse mujhe mila

Badhati jaaye yeh betaabi
Badhati jaaye yeh betaabi
Jitna karoon nazara
Humein aana padega duniya mein dobara
Humein aana padega duniya mein dobara

Oh, tera saath hai kitna pyara

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Fans

»Tera Saath Hai Kitna Pyara« gefällt bisher niemandem.