Sang Mere Nikle The Sajan Songtext
von Kishore Kumar & Lata Mangeshkar
Sang Mere Nikle The Sajan Songtext
(Dhoondho re, dhoondho, dhoondho re)
(Dhoondho re, dhoondho, dhoondho re)
(Dhoondho re, dhoondho, dhoondho re)
(Dhoondho re, dhoondho, dhoondho re)
(Dhoondho re, dhoondho, dhoondho re)
Sang mere nikle thhe, saajan, haar baithe, thodi hi duur chalke

Tum kya jaano tumhare paas aaye, hum kitni duur chal ke

Saanchi bolo, saanchi bolo, saanchi bolo, sanchi bolo
Kaisi rahi aaj, balam ji, ye dillagi kaisi rahi aaj, balam ji?
Saanchi bolo, saanchi bolo...

Duniya ulat deta main to, thodi der jo tum na aur milte
Ho, ho, sang mere nikle thhe, saajan, haar baithe, thodi hi duur chalke
Dekhu badan hai ke jwaala, baahon mein to aao
Lekar ye hontho ka pyaala, chhalakti na jaao
Ye dekhu badan hai ke jwaala, baahon mein to aao

Saajna jisko milega pyar aise, wo to zaroor chhalke
Tum kya jaano tumhare paas aaye, hum kitni door chalke
Aankhon mein kajal hai, kajal mein surat tumhari
Seene mein dil hai to dil ko zaroorat tumhari

Hai koyi aashiq tumhara, yaad karoge hum se huzoor milke

Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Rahul Dev Burman Lyrics powered by www.musixmatch.com