Songtexte.com Drucklogo

Mili Hawaon Mein Udne Ki Woh Saza Yaaro Songtext
von Jagjit Singh & Lata Mangeshkar

Mili Hawaon Mein Udne Ki Woh Saza Yaaro Songtext

Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro
Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro
Ke main zameen ke rishton se kat gaya yaaro
Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro

Woh be-khayal musafir main raasta yaaro
Woh be-khayal musafir main raasta yaaro
Kahan tha bas mein mere usko rokna yaaro
Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro
Ke main zameen ke rishton se kat gaya yaaro


Mere kalam pe zamane kee gard aisee thee
Mere kalam pe zamane kee gard aisee thee
Ke apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaro
Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro
Ke main zameen ke rishton se kat gaya yaaro

Tamaam sheher hi jiskee talaash mein gum tha
Tamaam sheher hi jiskee talaash mein gum tha
Main uske ghar ka pata kis′se poochta yaaro
Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro
Ke main zameen ke rishton se kat gaya yaaro.

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Jagjit Singh & Lata Mangeshkar

Fans

»Mili Hawaon Mein Udne Ki Woh Saza Yaaro« gefällt bisher niemandem.