Duniya Jise Kahte Hain Songtext
von Jagjit Singh & Chitra Singh
Duniya Jise Kahte Hain Songtext
Doston, aap sab ko dekhkar mera kaleja dugna ho gaya hai
Humari bhi ab yahi koshish hai ki iss shaam ka poora-poora maza lekar ghar lautein
Aaj ki shaam ki ibtida hum kar rahe hain ek ghazal se
Shayar hain janab Nida Fazli, uske baad chand nayi ghazlein pesh karenge
Phir jaisi-jaisi aapki farmaish rahegi
Duniya, duniya, duniya
Duniya jise kehte hain, jaadu ka khilauna hai
Duniya, duniya jise kehte hain, jaadu ka khilauna hai
Mil jaaye toh mitti hai
Mil jaaye toh mitti hai, kho jaaye toh sona hai
Duniya, duniya
Achchha sa koi mausam
Achchha sa koi mausam, tanha sa koi aalam
Har waqt ka rona toh...
Har waqt ka rona toh bekaar ka rona hai

Barsaat ka baadal toh deewana hai, kya jaane
Deewana, deewana, deewana, deewana, deewana, deewana

Kis raah se bachna hai
Kis raah se bachna hai, kiss chhat ko bhigona hai

Gham ho ki khushi, dono (kuch der ke saathi hain)
Kuch der ke saathi hain, kuch der ke saathi hain
Kuch der ke saathi, saathi, saathi hain

Phir rasta hi rasta hai
Phir rasta hi rasta hai, hasna hai na rona hona hai

Jaadu ka khilauna hai, jaadu...

Writer(s): Nida Fazli, Chitra Singh, Jagjit Singh Lyrics powered by www.musixmatch.com